Mai likhunga to qlam tut jayegi
Parhunga to Aankhe ruth jayegi
Teri yaad bahot aayegi................
Mere drd ne bharkaya hai mujhe
Ai zkhm kab tak baghair marham chot khayegi
Teri yaad bahot aayegi..................
Na bhtak ai dil tera mqam bas itna hai
Aage na jane kab kaha ye zindgi ladkhrayegi
Teri yaad bahot aayegi.....................
Byan na ho wo daastan likhta hu
Wo manzilen wo karwan likhta hu
Wohi ansuni apni sansar likhta hu
Rahe qaid tu mere dil me ta indagi
Ai nadehand ab kaha aisi bahar aayegi
teri yaad bahot aayegi.........................
baqlam
jauwad mahdi